Mujhe Wo Suraj Kehta Hai To Kabhi Chaand

मुझे वो सूरज कहता है तो कभी चाँद कहता है,
कभी धरती का नाम देता है तो कभी आसमान कहता है ||
कभी कहता है की में उसकी जिंदगी हु, कभी वो जान कहता है,
कभी कहता है में उसका खवाब हु तो कभी अरमान कहता है ||
वो मुझको जोड़ लेता है अपने अक्स के साथ पागल,
बेखुदी में मुझे अपनी पहचान कहता है ||

—-
Mujhe wo suraj kehta hai to kabhi chaand kehta hai,
Kabhi dharti ka naam deta hai to kabhi aasman kehta hai.
Kabhi kehta hai ki main uski Zindagi hu, kabhi wo jaan kehta hai,
Kabhi kehta hai main uska Khwab hu to kabhi Armaan kehta hai.
Wo mujhko jod leta hai apne akas ke sath pagal,
Bekhudi mein mujhe apni Pehchaan kehta hai.