Hargiz Galat Nigah Se Parkha Na Kar Mujhe

हरगिज़ गलत निगाह से परखा ना कर मुझे, मैं तेरा हो चूका हु सोचा ना कर मुझे ||
तन्हाइयो में बैठ कर तनहा ना कर मुझे, मैं घुट के मर ना जाऊ जाना कर मुझे ||
तू मुझको भूलजाये मुझे इसका गम नहीं,लेकिन खुदा के वास्ते रुस्वा ना कर मुझे ||
‘एजाज़’ तेरे इश्क़ में बीमार हो गया, तेरा मरीज़े इश्क़ हु अच्छा ना कर मुझे||

—-
Hargiz Galat nigah se parkha na kar mujhe,Main tera ho chuka hu socha na kar mujhe.
Tanhaiyon mein baith kar tanha na kar mujhe, Main ghut ke mar na jau jana kar muhe.
Tu mujhko bhool jaye mujhe iska ghum nahi, Lekin Khuda ke waste ruswa na kar mujhe.
‘Ejaaz’ tere ishq mein Beemar ho gya, Tera Mareez-e-ishq hu acha na kar mujhe.